SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu duniya"
Ghazal MATCHES FOR "urdu duniya"
Ghazal
Azimuddin Sahil Kalamnoori
Ghazal
Anwar Nadeem
Ghazal
duniyaa me.n jo samajhte the baar-e-giraa.n mujhe
vo hii sunaa rahe hai.n mirii daastaa.n mujhe
Rais Siddiqui
Ghazal
la.Dte hu.e duniyaa kii zaruurat ke liye ham
mar jaa.e.nge ik roz mohabbat ke liye ham
Balwant Singh
Ghazal
jo tamaashaa nazar aayaa use dekhaa samjhaa
jab samajh aa ga.ii duniyaa ko tamaashaa samjhaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
'qaisar' hame.n duniyaa ne samajh kar bhii na samjhaa
uljhe hii rahe kaakul-e-urdu kii tarah ham
Qaisarul Jafri
Ghazal
us shaan-e-aajizii ke fidaa jis ne 'aarzuu'
har naaz har Guruur ke qaabil banaa diyaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
'aarzuu' ho chukii sau martaba duniyaa bedaar
aur mai.n so.ii hu.ii taqdiir liye baiThaa huu.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
'aarzuu' ik roz Dhaa detaa mujhe meraa hii zor
ye bhii us kii kaarsaazii dil me.n jis ne Dar diyaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
kis mohabbat se ye hijrat ke nishaa.n dekhtii hai
raunaq-e-duniyaa mirii aa.nkh jahaa.n dekhtii hai
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
yuu.n aaj be-qaraar hai duniyaa-e-aarzuu
jis tarah tilmilaa.e ko.ii dil dukhaa hu.aa
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
Bilal Saharanpuri
Ghazal
dildaar mile.nge yahaa.n Gam-KHvaar mile.nge
sachchaa.ii ke lekin na taraf-daar mile.nge