SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu novel ki tareekh"
Ghazal MATCHES FOR "urdu novel ki tareekh"
Ghazal
ham apnii nafs-kushii kii taraf nahii.n maa.il
ki apnaa jism to bas aarzuu se zinda hai
Taleef Haidar
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
nikle ho kis taraf ki muqaabil me.n aarzuu
Gam aur kaa.enaat zaraa dekhte chalo
Waseem Farhat Alig
Ghazal
haa.e urdu ye siyaasat tirii jaagiir ke saath
ko.ii 'Gaalib' kaa taraf-daar ko.ii 'miir' ke saath
Matin Niazi
Ghazal
aur phir dasht-e-tamannaa me.n bhaTakte hu.e log
aarzuu-mand Thikaane kii taraf lauT aa.e
Aurang zeb
Ghazal
ik na.ii tahziib kaa aaGaaz hai urdu Gazal
husn kii taa'riif kaa andaaz hai urdu Gazal
Aatish Muradabadi
Ghazal
'haavii' ke mai.n kalaam kii taariif kyaa karuu.n
KHaadim hai.n bas janaab vo urdu zabaan ke
Havi Momin Abadi
Ghazal
urdu me.n 'mus.hafii' ko bhii ustaad kah ke 'shaad'
aavaaza kas gayaa ye javaa.n aur kii taraf
Shad Lakhnavi
Ghazal
aataa nahii.n samajh ki bane dost kis tarah
'aasim' mire 'aduu kaa taraf-daar aur mai.n
Asim Wasti
Ghazal
hai aarzuu ki palaT jaa.uu.n aasmaa.n kii taraf
mizaaj ahl-e-zamii.n kaa nahii.n milaa mujh se
Shahid Zaki
Ghazal
amaa.n se duur hai sahraa-e-aarzuu kii tapish
hayaat-e-soz-e-tamannaa kaa aabla saaqii
Akhtar Orenvi
Ghazal
kis aarzuu me.n uThe kis taraf chale 'anjum'
is aadhii raat me.n ab kis kaa dar khulaa hogaa
Anwar Anjum
Ghazal
mah o sitaara se dil kii taraf chalaa vo javaa.n
aduu kii qaid se apnii sipaah me.n aayaa
Ahmad Javaid
Ghazal
ab diid kii talab hai na milne kii aarzuu
un kii taraf se laakh ishaare hu.e to kyaa
Khalid Nadeem Budauni
Ghazal
dekhuu.ngaa aa.nkh uuThaa ke na mai.n huur kii taraf
mar kar bhii haa.n rahegii yahii aarzuu pasand
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
ab diid kii talab hai na milne kii aarzuu
un kii taraf se laakh ishaare hu.e to kyaa
Khalid Nadeem Budauni
Ghazal
jannat kii aarzuu thii vo duniyaa se uTh ga.ii
ab jaa ke kyaa karuu.n mu.e shaddaad kii taraf