SEARCH RESULTS
Showing search results for "ushr-e-ashiir"
Ghazal MATCHES FOR "ushr-e-ashiir"
Ghazal
is imbisaat kaa ham ko milaa na ushr-e-ashiir
maze jo bachcho.n ne miTTii ke ghar banaa ke liye
Idris Azad
Ghazal
asr-e-aashuur se is arsa-e-shab tak ab tak
istiGaase kii sadaa aatii hai sab tak ab tak
Ahmad Fareed
Ghazal
asiir-e-ishq-e-maraz hai.n to kyaa davaa karte
jo intihaa ko pahu.nchte to ibtidaa karte
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ai asiir-e-ishq tujh ko is kaa andaaza nahii.n
ye vo kamra hai ki jis kaa ko.ii darvaaza nahii.n
Mujeeb Shehzar
Ghazal
ai asiir-e-yaas kasrat kii hai tujh ko ehtiyaaj
KHuubsuurat aurato.n kaa qurb hai teraa 'ilaaj
Krishna Mohan
Ghazal
asiir-e-zindagaanii mai.n nahii.n huu.n
badan hotaa hai faanii mai.n nahii.n huu.n
Ashutosh Tiwari
Ghazal
tuu ai asiir-e-makaa.n laa-makaa.n se duur nahii.n
vo jalva-gaah tire KHaak-daa.n se duur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Jumbish Khairabadi
Ghazal
'asiir' KHvaab dikhaayaa gayaa thaa jannat kaa
galii galii me.n jahannam hai kyaa kiyaa jaa.e
Aseer Jabalpuri
Ghazal
jiine hii de 'asiir' na marne hii de mujhe
ik tiir-e-niim-kash kii 'inaayat hai kyaa karuu.n
Aseer Jabalpuri
Ghazal
Aseer Jabalpuri
Ghazal
dii 'asiir' apnii aa.nkho.n me.n jin ko jagah
shahr-e-dil ke vo farmaa.n-ravaa ho ga.e
Aseer Jabalpuri
Ghazal
ko.ii batlaa de 'asiir' un ko unhii kii galiyaa.n
puuchhte hai.n ki tirii umr kahaa.n guzrii hai
Aseer Jabalpuri
Ghazal
Aseer Jabalpuri
Ghazal
ham hai.n asiir-e-zulf-e-mohabbat mudaam bas
hamraah-e-buu-e-qurb-e-sanam ho KHiraam bas