SEARCH RESULTS
Showing search results for "ustaad-e-mohtaram"
Ghazal MATCHES FOR "ustaad-e-mohtaram"
Ghazal
de kar mire KHayaal ko taabinda pairahan
ustaad-e-mohtaram ne sa.nvaarii mirii Gazal
Suhaib Farooqui
Ghazal
'zuhuur' saaya-e-ustaad-e-mohtaram na sahii
Gazal kahii jo ye faiz-o-jigar se kyaa kam hai
Zahoor Biswani
Ghazal
raat la.Dne lage 'ustaad' se tuufaan-e-suKHan
log kahne lage munshii kaa KHayaal achchhaa hai
Ustad Rampuri
Ghazal
liiDaraan-e-qaum kaa ‘ustaad’ yuu.n chaltaa hai kaam
qaum par aa.nsuu bahaa.e aur daaman bhar liye
Ustad Rampuri
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
KHudaayaa KHair 'ishq-e-mohtaram kii
nadii kaa zor hai kachchaa gha.Daa hai
Makhdoom Zada Mukhtar Usmani
Ghazal
ai 'mus.hafii' ustaad-e-fan-e-reKHta-go.ii
tujh saa ko.ii aalam ko mai.n chhaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ham ne maanaa ye ki zaahid hai buzurg-o-mohtaram
baat kartaa hai magar kambaKHt bachkaana abhii
Shauq Bahraichi
Ghazal
nahii.n dekhte aa.nkh uThaa kar Galat hai
nahii.n vaa.iz-e-mohtaram dekhte hai.n
Sarshar Hoshyarpuri
Ghazal
she'r pa.Dhiye bahr se KHaarij sar-e-bazm-e-suKHan
aur phir ustaad-e-fann-e-shaa'irii ban jaa.iye
Nouman Azhar Misbahi
Ghazal
Saeed Ahmad Saeed Kadwi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
pahu.nchaa.ii ham ne mashq yahaa.n tak ki ho ga.e
ustaad-e-andaliib navaa-KHvaaniyo.n me.n ham