SEARCH RESULTS
Showing search results for "ustad"
Ghazal MATCHES FOR "ustad"
Ghazal
muddato.n tak jo pa.Dhaayaa kiyaa ustaad mujhe
ishq me.n bhuul gayaa kuchh na rahaa yaad mujhe
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mire afkaar badle jo vahii ustaad ho meraa
mahaarat ho jise fan par vahii naqqaad ho meraa
Mubarak Lone
Ghazal
pak.Dii na thii kitaab ki ustaad ho ga.e
haath aa ga.ii Gulail to sayyaad ho ga.e
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
pa.D ga.e kyo.n mere piichhe hai.n 'ajab ustaad jii
aa ga.e tas.hiih karne be-sabab ustaad jii
Seema Naqvi
Ghazal
mere kaarobaar me.n sab ne ba.Dii imdaad kii
daad logo.n kii galaa apnaa Gazal ustaad kii
Rahat Indori
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
KHud apnaa apne aap ko ustaad kar kabhii
hai mashvara qubuul to irshaad kar kabhii
Parvez Waris
Ghazal
mai.n vo huu.n jis kaa zamaane ne sabaq yaad kiyaa
Gam ne shaagird kiyaa phir mujhe ustaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
reKHte ke tumhii.n ustaad nahii.n ho 'Gaalib'
kahte hai.n agle zamaane me.n ko.ii 'miir' bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ko.ii majnuu.n ko.ii farhaad banaa phirtaa hai
ishq me.n har ko.ii ustaad banaa phirtaa hai
Imran Aami
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kyaa kahe.n kitne hii nukte hai.n jo barte na ga.e
KHush-badan 'ishq kare.n aur hame.n ustaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ishq ke aate hii mu.nh par mire phuulii hai basant
ho gayaa zard ye shaagird jab ustaad aayaa