SEARCH RESULTS
Showing search results for "ustad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ustad"
Sher
reKHte ke tumhii.n ustaad nahii.n ho 'Gaalib'
kahte hai.n agle zamaane me.n ko.ii 'miir' bhii thaa
Mirza Ghalib
Sher
maa.n baap aur ustaad sab hai.n KHudaa kii rahmat
hai rok-Tok un kii haq me.n tumhaare ne.amat
Altaf Hussain Hali
Sher
shaagird hai.n ham 'miir' se ustaad ke 'raasiKH'
ustaado.n kaa ustaad hai ustaad hamaaraa
Rasikh Azimabadi
Sher
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
ustaad ke ehsaan kaa kar shukr 'muniir' aaj
kii ahl-e-suKHan ne tirii taariif ba.Dii baat
Muneer Shikohabadi
PAGE MATCHES FOR "ustad"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ustad"
Sher
guzre bahut ustaad magar ra.ng-e-asar me.n
be-misl hai 'hasrat' suKHan-e-'miir' abhii tak
Hasrat Mohani
Sher
mahruum huu.n mai.n KHidmat-e-ustaad se 'muniir'
kalkatta mujh ko gor se bhii ta.ng ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Nazm
hamare ustad
kitnii mehnat se pa.Dhaate hai.n hamaare ustaad
ham ko har ilm sikhaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
muddato.n tak jo pa.Dhaayaa kiyaa ustaad mujhe
ishq me.n bhuul gayaa kuchh na rahaa yaad mujhe
Hafeez Jalandhari
Nazm
ustad ka DanDa
chhiin le haath se ustaad ke Da.nDaa ko.ii
badle DanDe ke khilaa de hame.n anDaa ko.ii
Syeda Farhat
Ghazal
mire afkaar badle jo vahii ustaad ho meraa
mahaarat ho jise fan par vahii naqqaad ho meraa
Mubarak Lone
Sher
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ustad
nek bachche dil se karte hai.n adab ustaad kaa
baap kii ulfat se behtar hai Gazab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
ustad hamare
ustaad ye qaumo.n ke hai.n me.amaar hamaare
in hii se hai.n afraad ziyaa-baar hamaare
Mohammad Asadullah
Sher
rahbar bhii ye hamdam bhii ye Gam-KHvaar hamaare
ustaad ye qaumo.n ke hai.n me.amaar hamaare
Mohammad Asadullah
Doha
KHidmat se ustaad kii rahtaa hai jo duur
chehre par us ke nahii.n achchhaa.ii kaa nuur
Aadil Aseer Dehlvi
Sher
ustaad ko.ii zor milaa qais ko shaayad
lii raah jo jangal kii dabistaa.n se nikal kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
pak.Dii na thii kitaab ki ustaad ho ga.e
haath aa ga.ii Gulail to sayyaad ho ga.e









