SEARCH RESULTS
Showing search results for "utariye"
Ghazal MATCHES FOR "utariye"
Ghazal
devtaa ban.ne kii hasrat me.n mu.allaq ho ga.e
ab zaraa niiche utariye aadmii ban jaa.iye
Saleem Ahmed
Ghazal
phislaa hai mere aa.nsu.o.n me.n paa.nv aap kaa
bande kaa sar utaariye aaj apne sar se aap
Imdad Ali Bahr
Ghazal
jii chaahtaa hai shaiKH kii pag.Dii utaariye
aur taan kar chaTaaKH se ek dhol maariye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ham log be-basar hai.n magar bad-nazar nahii.n
ainak utaariye hame.n aa.nkhe.n dikhaa.iye
Iftikhar Falak Kazmi
Ghazal
thakaavaTo.n se baiTh ke safar utaariye kahii.n
balaa se garm ret ho agar na mil sake zamii.n
Wahab Danish
Ghazal
miTte hu.e nuquush-e-vafaa ko ubhaariye
chehro.n pe jo sajaa hai mulamma.a utaariye
Afzal Minhas
Ghazal
zinhaar himmat apne se hargiz na haariye
shiishe me.n us parii ko na jab tak utaariye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
'haqqii' ye apnaa chashma-e-ra.ngii.n utaariye
dekhe.nge phir ki diida-e-biinaa hii aur hai
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
Shad Bilgavi
Ghazal
us gul ko josh-e-gul me.n ye kah kar ubhaariye
gulshan me.n andaliib ko chal kar pukaariye
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
daaman bachaa ke shauq se Gussa utaariye
kiicha.D me.n saa.np ko bhii na patthar se maariye
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
yaad ke chaa.nd dil me.n utarte rahe
chaa.ndnii jagmagaatii rahii raat bhar
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
dar-e-qafas pe a.ndhere kii mohr lagtii hai
to 'faiz' dil me.n sitaare utarne lagte hai.n