SEARCH RESULTS
Showing search results for "utariye"
Nazm MATCHES FOR "utariye"
Nazm
KHuda ka sawal
aur is par kitaab-e-hidaayat bhii dii
nabii bhii utaare sharii.at bhii dii
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
aadmi-nama
aur aadmii pe teG ko maare hai aadmii
pag.Dii bhii aadmii kii utaare hai aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
kahii.n chashma hai kahii.n dariyaa hai
kahii.n uu.nche mahl aTaariyaa.n hai.n
Ibn e Insha
Nazm
chalo chhoDo
tum apnii aa.nkh kii bastii me.n phir se ik nayaa mausam utarne do
mire KHvaabo.n ko marne do
Mohsin Naqvi
Nazm
makan
ye zamii.n tab bhii nigal lene pe aamaada thii
paa.nv jab TuuTtii shaaKHo.n se utaare ham ne
Kaifi Azmi
Nazm
main aur tu
roz jab dhuup pahaa.Do.n se utarne lagtii
ko.ii ghaTtaa hu.aa ba.Dhtaa hu.aa bekal saaya
Ahmad Faraz
Nazm
hasan kuza-gar (4)
mai.n ne kuuzo.n ke chehre utaare
ye sab log apne asiiro.n me.n hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
dost sach much bahut zaruri hain
apnaa Gussa utaarne ke liye
phone par shab guzaarne ke liye
Shakeel Jamali
Nazm
dosti ka hath
zamii.n se naqsh miTaane ko zulm o nafrat kaa
falak se chaa.nd sitaare utaarne ke liye
Ali Sardar Jafri
Nazm
barsat ki bahaaren
girtii hai chhat kii miTTii aur saa.ebaan Tapkaa
chhalnii hu.ii aTaarii koThaa nidaan Tapkaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
walid ke intiqal par
sabz paanii kii sayyaal parchhaa.iyaa.n
lamha lamha band me.n utarne lagii.n
Adil Mansuri
Nazm
parchhaiyan
ye sar-zamiin se aakaash kii parastish-gaah
utaarte hai.n tirii aartii sitaara o maah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
boski
vaqt ko aate na jaate na guzarte dekhaa
na utarte hu.e dekhaa kabhii ilhaam kii suurat