SEARCH RESULTS
Showing search results for "utran"
Ghazal MATCHES FOR "utran"
Ghazal
baiThiye pe.Do.n kii utran kaa alaav taapiye
barg-e-sozaa.n ke sivaa darvesh kuchh rakhtaa nahii.n
Anwar Masood
Ghazal
ye un kii nigaarish hai yaa duusro.n kii utran
ye saarii ba.Dii baate.n hai.n kaun sii urdu me.n
Jafar Raza
Ghazal
utran pahan ke shaah kii KHush hai.n musaahibiin
suuraj se bhiik maa.ng ke zarre chamak ga.e
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
utraa jo mere dil se nazar se utar gayaa
miltaa hai mujh se ab bhii vo utran liye hu.e
Chand Akbarabadi
Ghazal
abhii Gubaar na utraa thaa saa.ns kaa andar
utarne kii pas-e-zindaa.n bha.Daas rahne lagii
Afzaal Naveed
Ghazal
mirii utran se apnii satar-poshii kar rahaa hai vo
mire tarz-e-Gazal ne kyaa use naadaar kar Daalaa
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
Khubaib Tabish
Ghazal
masaam chiir ke ugtii hai jism par utran
hamaaraa zahr KHad-o-KHaal se utartaa hai
Rashid Imam
Ghazal
utran pahan ke shaah kii KHush hai.n musaahibiin
KHush hai vo KHud pahan ke utaaraa faqiir kaa
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
rakhnaa hai kahii.n paa.nv to rakkho ho kahii.n paa.nv
chalnaa zaraa aayaa hai to itraa.e chalo ho