SEARCH RESULTS
Showing search results for "uzr"
Ghazal MATCHES FOR "uzr"
Ghazal
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
be-niyaazii had se guzrii banda-parvar kab talak
ham kahe.nge haal-e-dil aur aap farmaave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
naala hai bulbul-e-shoriida tiraa KHaam abhii
apne siine me.n ise aur zaraa thaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
'uzr-aafriin-e-jurm-e-mohabbat hai husn-e-dost
mahshar me.n 'uzr-e-taaza na paidaa kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
Gairo.n pe lutf ham se alag haif hai agar
ye be-hijaabiyaa.n bhii ho.n uzr-e-hayaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
kis liye uzr-e-taGaaful kis liye ilzaam-e-ishq
aaj charKH-e-tafraqa-parvaaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ham se khul jaa.o ba-vaqt-e-mai-parastii ek din
varna ham chhe.De.nge rakh kar uzr-e-mastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
jaur tere bahut achchhe sitam-e-garduu.n se
aur un se tirii aa.nkho.n kii nadaamat achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
sayyaad kii razaa ye ham aa.nsuu na pii sake
uzr-e-Gam-bahaar kiyaa haa.e kyaa kiyaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
kam-nigaahii kii hame.n KHud bhii kahaa.n thii taufiiq
kam-nigaahii ke liye uzr na chaahe jaate
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
haa.n ta.ng-dahaanii kaa na karne ke liye baat
hai uzr par aisaa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa