SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaare"
Ghazal MATCHES FOR "vaare"
Ghazal
ummid-vaar-e-vaada-e-diidaar mar chale
aate hii aate yaaro qayaamat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
nigaah-e-ishq dil-e-zinda kii talaash me.n hai
shikaar-e-murda sazaa-vaar-e-shahbaaz nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
begaana-sifat jaada-e-manzil se guzar jaa
har chiiz sazaa-vaar-e-nazaara nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mujh saa hii ho majnuu.n bhii ye kab maane hai aaqil
har sar nahii.n ai 'miir' sazaa-vaar-e-mohabbat
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHataa-vaar-e-muravvat ho na marhuun-e-karam ho jaa
masarrat sar jhukaa.egii parastaar-e-alam ho jaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
fanaa ho ke raah-e-mohabbat me.n 'hasrat'
sazaa-vaar-e-KHuld-e-baqaa ho ga.e ham
Hasrat Mohani
Ghazal
mausam-e-yaad yuu.n ujlat me.n na vaare jaa.e.n
ham vo lamhe hai.n jo fursat se guzaare jaa.e.n
Kuldeep Kumar
Ghazal
ham sazaa-vaar-e-tamaashaa the hame.n dekhnaa thaa
apne hii qatl kaa manzar thaa magar kyaa karte
Asim Wasti
Ghazal
is dast-e-iKHtiyaar me.n ik jaan hii to thii
ham tum pe apnii jaan ko vaare chale ga.e
Faisal Fehmi
Ghazal
bujh ga.ii raunaq-e-badan u.D gayaa ra.ng-e-pairahan
jaan umiid-vaar-e-man vaqt bahut guzar gayaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
'aatish' KHudaa ne chaahaa to dariyaa-e-ishq me.n
kuude jo ab kii ham to vare se pare hu.e
Haidar Ali Aatish
Ghazal
bas ki ik lams kii ummiid pe vaare hu.e hai.n
so tire saamne ye KHaak pasaare hu.e hai.n