SEARCH RESULTS
Showing search results for "vahdaaniyat"
Ghazal MATCHES FOR "vahdaaniyat"
Ghazal
mai.n raushnii hii kii vahdaaniyat kaa qaa.il huu.n
mohabbato.n hii kaa paiGaam-bar rahaa huu.n mai.n
Farigh Bukhari
Ghazal
agar allaah kii vahdaaniyat tasliim karte ho
to phir insaan ko KHaano.n me.n kyuu.n taqsiim karte ho
Mehboob Rahi
Ghazal
kasrat-e-vahdaaniyat me.n husn kii tanviir dekh
diida-e-haq-bii.n se ra.ng-e-aalam-e-tasviir dekh
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
gunjaa.ish-e-do-shaah nahii.n ek mulk me.n
vahdaaniyat ke haq kii yahii bas daliil hai
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
aisii jagah bataa tuu mujhe vo jahaa.n na ho
vahdaaniyat kaa us kii jahaa.n par nishaa.n na ho
Hunar Rasoolpuri
Ghazal
rahe hai.n maslak-e-vahdaaniyat ke ham qaa.il
bas ek 'ishq hu.aa aur divaana-vaar hu.aa
Nasreen Syed
Ghazal
vahdaaniyat pe mai.n rahaa saKHtii se kaar-band
karnaa na mubtalaa mujhe maulaa 'azaab me.n
Sayeed Azmi
Ghazal
'qamar' ke she'r me.n vahdaaniyat KHudaa kii hai
magar hai zindagii me.n ik saraab yaa'nii tuu