SEARCH RESULTS
Showing search results for "vahmii"
Ghazal MATCHES FOR "vahmii"
Ghazal
aa.iina-e-getii me.n vahii aks hai har suu
ham ne jidhar us shoKH ko dekhaa nazar aayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
vahdat me.n e'tibaar-e-huduus-o-qidam nahii.n
thaa jo butuun me.n ye vahii to zuhuur hai
Ismail Merathi
Ghazal
is hastii-e-vahmii ne asraar-e-yaqii.n khole
kyaa KHvaab nazar aayaa ta.abiir nazar aa.ii
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
mauj se besh nahii.n hastii-e-vahmii kii numuud
safha-e-dahr pe goyaa ye KHat-e-baatil hai
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
dost ban kar bhii nahii.n saath nibhaane vaalaa
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHudaa kii itnii ba.Dii kaa.enaat me.n mai.n ne
bas ek shaKHs ko maa.ngaa mujhe vahii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
jis ko dekho vahii zanjiir-ba-paa lagtaa hai
shahr kaa shahr hu.aa daaKHil-e-zindaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
junuu.n vahii hai vahii mai.n magar hai shahr nayaa
yahaa.n bhii shor machaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
jii Dhuu.nDtaa hai phir vahii fursat ki raat din
baiThe rahe.n tasavvur-e-jaanaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ai shauq vahii mai pii ai hosh zaraa so jaa
mehmaan-e-nazar is dam ik barq-e-tajallii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
vahii phir mujhe yaad aane lage hai.n
jinhe.n bhuulne me.n zamaane lage hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
is shahr-e-hiila-juu me.n jo mahram mile mujhe
fariyaad jaan-e-jaa.n vahii mahram mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
usii kaa shahr vahii mudda.ii vahii munsif
hame.n yaqii.n thaa hamaaraa qusuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
shaam tanhaa.ii kii hai aa.egii manzil kaise
jo mujhe raah dikhaa de vahii taaraa na rahaa