SEARCH RESULTS
Showing search results for "vajab"
Ghazal MATCHES FOR "vajab"
Ghazal
tuu shamla jo rakhtaa hai KHar hai vagarna
zaruurat hai kyaa shaiKH dam ik vajab kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
pahan.ne kii hame.n aazaadii mil rahii hai magar
samaaj jis ko samajhtaa hai maa-vajab pahne.n
Yawar Azeem
Ghazal
naKHl laale jaa jab zamii.n se uThaa
sho.ala ik do vajab zamii.n se uThaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
na tan me.n KHuun faraaham na ashk aa.nkho.n me.n
namaaz-e-shauq to vaajib hai be-vuzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
miTTii kii mohabbat me.n ham aashufta-saro.n ne
vo qarz utaare hai.n ki vaajib bhii nahii.n the
Iftikhar Arif
Ghazal
har ik hazaar me.n bas paa.nch saat hai.n ham log
nisaab-e-ishq pe vaajib zakaat hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
badnaam hai.n sadiyo.n se hii kaa.nTo.n kii vajah se
aadat se magar aaj bhii kiikar nahii.n jaate
Danish Naqwi
Ghazal
kahii.n mumkin hu.aa kahii.n vaajib
kahii.n faanii kahii.n baqaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
idhar kisii se kuchh liyaa idhar kisii ko de diyaa
chunaa.nche vaajib-ul-adaa hisaab ek bhii nahii.n
Anwar Shuoor
Ghazal
mu'aaf kar mirii mastii KHudaa-e-azza-va-jal
ki mere haath me.n saaGar hai mere lab pe Gazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
royaa ki thaa jahez tiraa vaajib-ul-adaa
me.nh motiyo.n kaa qabr pe barsaa ke aa gayaa