SEARCH RESULTS
Showing search results for "vallail"
Ghazal MATCHES FOR "vallail"
Ghazal
vallail hai ki zulf-e-mo'ambar huzuur kii
ye ruu-e-paak hai ki kalaam-e-majiid hai
Bedam Shah Warsi
Ghazal
vo dhu.aa.n-dhaar sii zulfe.n hai.n nazar me.n har shab
vird ab sura-e-vallail-o-duKHaa.n kiijiyegaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
ye masaa.il-e-tasavvuf ye tiraa bayaan 'Gaalib'
tujhe ham valii samajhte jo na baada-KHvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ranj kyaa vasl-e-aduu kaa jo ta'alluq hii nahii.n
mujh ko vallaah ha.nsaataa hai rulaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
tujhe hai mashq-e-sitam kaa malaal vaise hii
hamaarii jaan thii jaa.n par vabaal vaise hii
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki dil me.n tiraa KHayaal na ho
ajab nahii.n ki mirii zindagii vabaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
shoriidgii ke haath se hai sar vabaal-e-dosh
sahraa me.n ai KHudaa ko.ii diivaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
ham-nafasaan-e-vaz.a-daar mustami.aan-e-burd-baar
ham to tumhaare vaaste ek vabaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
kyuu.n na tashbiih use zulf se de.n aashiq-e-zaar
vaaqa.ii tuul-e-shab-e-hijr balaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
tujh se do-chaar hone kii hasrat ke mubtilaa
jab jii hu.e vabaal to naa-chaar mar ga.e