SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaq.at"
Ghazal MATCHES FOR "vaq.at"
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
vo sair-chashm huu.n mere liye hai be-vaq'at
jamaal-e-huur-o-sharaab-tahuur-o-shiir-o-‘asal
Ahmad Faraz
Ghazal
nayaa hunar siikh fii-zamaana ho jis kii vaq.at
suKHan kii nisbat se ab ko.ii puuchhtaa nahii.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
vaq.at-e-ishq kahaa.n jab ye talavvun ho vahaa.n
kabhii raazii kabhii aashiq se KHafaa ho jaanaa
Ahsan Marahravi
Ghazal
hotii nahii.n hai vaq.at hotii nahii.n hai izzat
jab tak ki ko.ii insaa.n insaan ho na jaa.e
Behzad Lakhnavi
Ghazal
ta.ng aa ke aasmaa.n se nikaalaa gayaa hame.n
tho.Dii bahut jo thii yahaa.n vaq.at KHaraab kii
Jahanzeb Sahir
Ghazal
duniyaa ke vaaste jo bahut be-shu'uur thaa
us se milii hai 'ishq ko vaq'at kabhii kabhii
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
raushnii terii bhii vaq.at hai hamaare dam se
ham a.ndhero.n ne tirii shaan ba.Dhaa rakkhii hai
Haseebul Hasan
Ghazal
ik ghuu.nT kii vaq.at mire pindaar se kam thii
is baat se vaaqif miraa mashkiiza hai yaa mai.n
Saud Usmani
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
haadisa raat kaa huu.n mai.n mirii vaq.at kyaa hai
sub.h hote hii bhulaa de.nge tire shahr ke log
Aziz Qadri
Ghazal
din nikaltaa hai to ho jaate hai.n ye be-vaq.at
zulmat-e-shab me.n magar rang jamaate hai.n charaaG