SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaqt-e-fursat"
Ghazal MATCHES FOR "vaqt-e-fursat"
Ghazal
mai.n ne kahaa kabhii to tashriif laa.o bole
ma.azuur rakhiye vaqt-e-fursat nahii.n hai ko.ii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Ganiimat samajh vaqt-e-fursat ko Gaafil
na haath aa.egaa phir ye mauqa.a jo ab hai
Rind Lakhnavi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kabhii to saath ye aasiib-e-vaqt chho.Degaa
KHud apne saa.e ko bhii dekhnaa to Dar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shauq-e-safar to hai dil-e-pur-ishtiyaaq ko
ho jaa.e muzmahil na ye vaqt-e-safar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
kyaa pighaltaa jo rag-o-pai me.n thaa yaKH-basta lahuu
vaqt ke jaam me.n thaa shola-e-tar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kamra-e-taqdiir me.n aatii uruus-e-aarzuu
vaqt-e-naa-hanjaar kaa jo faisla hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
kaaT dii vaqt ne zanjiir-e-ta.alluq kii ka.Dii
ab musaafir ko ko.ii rokne vaalaa bhii nahii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
naazuk kamar vo aise hai.n vaqt-e-KHiraam-e-naaz
zulfe.n jo kholte hai.n to bal khaa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
alam-bardaar-e-amn-o-aashtii hoshyaar ho jaa.e
taqaazaa vaqt kaa ye hai ki duniyaa-daar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
ye vaqt kaa hai taqaaza ki hai fareb-e-nazar
ki beTaa baap ke qad se ba.Daa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
is ‘aqiide ne liyaa qaisar-o-kisraa se KHiraaj
maut kaa vaqt azal se hai muqarrar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
mai.n yuu.n be-kaar na hotaa kisii patthar kii tarah
vaqt ke paas agar tesha-e-aazar hotaa