SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaz-e-saaz-o-barg-e-chaman"
Ghazal MATCHES FOR "vaz-e-saaz-o-barg-e-chaman"
Ghazal
KHilaaf apne rahii vaz-e-saaz-o-barg-e-chaman
qafas bane hai.n jo tinke the aashiyaa.n ke liye
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
har ek barg-e-chaman mushk-baar aa.egaa
KHizaa.n ke baa'd gul-e-nau-bahaar aa.egaa
Suhaib Farooqui
Ghazal
sameTnaa hii to hai saaz-o-barg-e-KHaana-e-dil
is ek kaam me.n ab kyaa shitaabii rah ga.ii hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
'aalim-e-shaaKH-o-gul-o-barg-e-chaman se puuchho
ek daane pe jo guzrii hai samar hone tak
Birj Lal Raana
Ghazal
kahaa.n hai tirii barq-e-josh-e-tajallii
ki mai.n saaz-o-barg-e-fanaa chaahtaa huu.n
Aasi Ghazipuri
Ghazal
kyuu.n saaz-o-barg-e-hastii kartaa hai tuu muhayyaa
duniyaa ko hai azal se zauq-e-fanaa-parastii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Gam kaa labaada o.Dh ke aa.o na tum idhar
har barg-e-gul chaman kaa hai shaadaab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
hai mahv-e-raqs har barg-e-chaman par
ba.Dii bebaak shabnam ho ga.ii hai
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
zamii.n pa.Dii rahii be-saaz-o-barg kis kii thii
kahii.n baras gayaa abr-e-bahaar kis kaa thaa
Zeb Ghauri
Ghazal
barbaad nasheman kaa nishaa.n puuchh rahaa huu.n
har KHaar se har phuul se har barg-e-chaman se
Mohammad Usmaan aarif
Ghazal
kal aalam-e-KHayaal me.n dekhaa havaa kaa raqs
barg-e-chaman ke saaz pe baad-e-sabaa kaa raqs
Shahida lateef
Ghazal
raat jo mauj-e-havaa ne gul se dil kii baat kahii
ik ik barg-e-chaman ne kaisii kaisii baat kahii
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hai apnaa soz-e-tabassum shariik-e-saaz-e-chaman
asiir-e-girya-e-shabnam ko.ii kalii na rahii
Shifa Gwaliari
Ghazal
aazurda is chaman me.n huu.n maanind-e-barg-e-KHushk
chhe.De jo Tuk nasiim mujhe sau Guluu karuu.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
'mohsin' is tarah luTii mahfil-e-saaz-o-aavaaz
gul-e-naGma na ko.ii barg-e-navaa kuchh na rahaa