SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaz-e-saaz-o-barg-e-chaman"
Nazm MATCHES FOR "vaz-e-saaz-o-barg-e-chaman"
Nazm
amar jot
varaq taariiKH ne tezii se ulTe
taGayyur le ke saaz-o-barg-e-ta.amiir-e-jahaa.n aaya
Zakiya Sultana Nayar
Nazm
nur-jahan ka mazar
aaraasta jin ke liye gulzaar o chaman the
jo naazukii me.n daaG dah-e-barg-e-saman the
Tilok Chand Mahroom
Nazm
watan-ashob
sabza o barg o laala o sarv-o-saman ko kyaa hu.aa
saaraa chaman udaas hai haa.e chaman ko kyaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
gul-e-rangin
is chaman me.n mai.n saraapaa soz-o-saaz-e-aarzuu
aur terii zindagaanii be-gudaaz-e-aarzuu
Allama Iqbal
Nazm
barsat ka mausam
ai KHuunr-e-rag-e-abr-e-ravaa.n jaan-e-chaman-zaar
ai saaz-e-mohabbat kii machaltii hu.ii jhankaar
Izhaar Malihabadi
Nazm
shikwa
ahd-e-gul KHatm hu.aa TuuT gayaa saaz-e-chaman
u.D ga.e Daaliyo.n se zamzama-pardaaz-e-chaman
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chahkii jo tuu chaman me.n havaa.e.n mahak ga.ii.n
gul-barg-e-tar se os kii buu.nde.n Tapak ga.ii.n
Josh Malihabadi
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
jab ek hii chaman kii tum ho bahaar dono.n
jab ek hii shajar ke ho barg-o-baar dono.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
KHak-e-hind
hai rashk-e-mahr zarra is manzil-e-kuhan kaa
tultaa hai barg-e-gul se kaa.nTaa bhii is chaman kaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
barsat
baad-e-KHunuk chaman me.n bal khaa ke chal rahii hai
barg-e-hinaa kii ra.ngat pahluu badal rahii hai
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
dard-e-dil
KHair duniyaa me.n kabhii soz hai aur kabhii hai saaz
naunihaalaan-e-chaman kii rahe ab umr daraaz
Chakbast Braj Narayan
Nazm
chand
ye saaz-e-dahr tirii anjuman kaa ik naGma
navaa-e-bazm-e-bashar is chaman kaa ik naGma
Fazlurrahman
Nazm
mashwara
tum sar-e-shaaKH-e-saman baaG me.n aayaa na karo
baaG me.n manchale bhau.nre bhii u.Daa karte hai.n
Salam Machhli shahri
Nazm
ghaTa chhai to kya
ho chukaa paayaab jab bahr-e-sar-o-barg-e-shabaab
ab samundar kii javaanii baa.Dh par aa.ii to kyaa
Josh Malihabadi
Nazm
roTiyan
roTii na peT me.n ho to phir kuchh jatan na ho
mele kii sair KHvaahish-e-baaG-o-chaman na ho