SEARCH RESULTS
Showing search results for "vidaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "vidaa.ii"
Ghazal
Azra Naqvi
Ghazal
diyaa palaT ke sahaaraa sisaktii beTii ne
ki baap girne lagaa thaa vidaa.ii karte hu.e
aabid umar
Ghazal
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
aa hii jaate hai.n vidaa.ii pe dul.han kii aa.nsuu
kis ke roke se ye sailaab rukaa kartaa hai
Azimuddin Sahil Kalamnoori
Ghazal
Dil Sikandarpuri
Ghazal
merii saarii kamaa.ii lene lagii.n
saa.nse.n mujh se vidaa.ii lene lagii.n
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
Ahmad Sajjad Babar
Ghazal
ek maa.n hai jo hamesha hii du.aa.e.n degii
us ke beTe jo agar ghar se vidaa.ii de.nge
B S Jain Jauhar
Ghazal
ik bharam rakh lo yahii kah do mile.nge phir se
aas hii baaqii rahe aise vidaa'ii do tum
Gaurav Trivedi
Ghazal
mujh se mat puuchh vajah mere palaT aane kii
yuu.n vidaa'ii le mukaafaat mukammal kar de
Shazia Niyazi
Ghazal
farhaad aur hii thaa tire ashk me.n nihaa.n
saa.nso.n kii ham ne kar dii vidaa'ii tire liye
Altaf kishtwari
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hai junuu.n ahl-e-junuu.n ke liye aaGosh-e-vidaa.a
chaak hotaa hai garebaa.n se judaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
har ra.ng-e-gardish aa.ina iijaad-e-dard hai
ashk-e-sahaab juz ba-vidaa-e-KHizaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vidaa-e-yaar kaa lamha Thahar gayaa mujh me.n
mai.n KHud to zinda rahaa vaqt mar gayaa mujh me.n
Rehman Faris
Ghazal
biim-e-raqiib se nahii.n karte vidaa-e-hosh
majbuur yaa.n talak hu.e ai iKHtiyaar haif
Mirza Ghalib
Ghazal
bas itnaa hosh thaa mujhe roz-e-vidaa-e-dost
viiraana thaa nazar me.n jahaa.n tak nazar ga.ii