SEARCH RESULTS
Showing search results for "viso.n"
Ghazal MATCHES FOR "viso.n"
Ghazal
ki kis dayaar me.n rahnaa hai kis ne kitne din
musaafiro.n ke ye likkhaa gayaa hai viso.n par
Mansoor Aafaque
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
aise-vaiso.n ko to mu.nh bhii na lagaayaa ham ne
maah-ruu ham ko to achchhaa hii milaa ek se ek
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Sujit Sahgal Haasil
Ghazal
aise vaiso.n ko yahaa.n ham nahii.n ginte saahab
aap achchhe hai.n bahut achchhe hai.n ho.nge saahab
Zaheer Alam
Ghazal
qiimtii la.al bhii gud.Dii me.n hu.aa karte hai.n
aiso.n-vaiso.n ko samajhnaa nahii.n aise-vaise
Wajid Sahri
Ghazal
Gariib jaan ke 'sanjar' mujhe vo kahte hai.n
ki aise-vaiso.n pe ham jaan de.n KHudaa na kare
Sanjar Ghazipuri
Ghazal
aise vaiso.n ke ham mu.nh lagte hii nahii.n
dushman bhii me’yaarii paidaa karte hai.n
Zaki Mahfooz
Ghazal
aise vaiso.n se to ab pyaar nahii.n kar saktaa
zindagii mai.n tujhe be-kaar nahii.n kar saktaa