SEARCH RESULTS
Showing search results for "wabakli nazr dakaram"
Ghazal MATCHES FOR "wabakli nazr dakaram"
Ghazal
yak-baKHt auj nazr-e-subuk-baarii-e-'asad'
sar par vabaal-e-saaya-e-baal-e-humaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Ghazal
tere qatiil-e-Gamza ko tan thaa vabaal-e-jaa.n
tere shahiid-e-naaz ko sarbaar dosh thaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
nazar ko tuur banaa dil ko markaz-e-asraar
Gam-e-alast se aish-e-davaam paidaa kar
Shatir Hakeemi
Ghazal
KHaana-e-naaz hai vo balki charaaG-e-murdaa
dil ke aa.iine me.n gar ruu-e-dil-aaraam nahii.n
Shah Aasim
Ghazal
har ek saa.ns hai anfaas-e-baaz-pas kii tarah
nizaam-e-dam me.n damaa-dam vabaal hai pyaare
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
Ram Krishn Muztar
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
Siraj Lakhnavi
Ghazal
kaif-e-alam me.n Duub KHudii ko davaam kar
nazm-e-Gam-e-hayaat kaa yuu.n iKHtitaam kar
Basit Ujjaini
Ghazal
KHuub e.azaaz giraftaar-e-mohabbat kaa hu.aa
un ko hai madd-e-nazar qaid-e-davaam-e-maKHsuus
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ye jalvo.n kii taabaaniyo.n kaa tasalsul
ye zauq-e-nazar kaa davaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
naaz-o-adaa hai tujh se dil-aaraam ke liye
ye jaama qat.a hai tire andaam ke liye