SEARCH RESULTS
Showing search results for "yahuud"
Ghazal MATCHES FOR "yahuud"
Ghazal
taajir yahaa.n agar hai.n yahii Gairat-e-yahuud
paanii bikegaa KHuun-e-shahiidaa.n ke bhaav par
Ehsan Danish
Ghazal
arinii o lan-taraanii kaa sab raaz khul gayaa
kyaa nashsha-e-Gariib hai sharb-ul-yahuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
mutma.in is se musalmaa.n na masiihii na yahuud
dost kyaa jaaniye ye charKH-e-kuhan kis kaa hai
Altaf Hussain Hali
Ghazal
hai vahii maulaa vahii apnaa vakiil aur nasiir
tum yahuud aur nasaaraa kaa sahaaraa dekho
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
yaktaa tuu vo hai momin-o-kaafir yahuud-o-gabr
vahdat ke tere sab hai.n ye qaa.il alag alag
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
hamaarii KHud se adaavat hai vo KHudaa kii panaah
muqaable me.n yahuud-o-hunuud kuchh bhii nahii.n
Masood Ahmad
Ghazal
maslahat-koshi-e-ahbaab se dam ghuTtaa hai
kisii jaanib se ko.ii na.ara-e-yaahuu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
dil-lagii apnii tire zikr se kis raat na thii
sub.h tak shaam se yaa-huu ke sivaa baat na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Ahmad Jahangir
Ghazal
Yusuf Zafar
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
musalmaa.n ho ki hinduu ho yahuudii ho ki iisaa.ii
KHudaa ke ek ik bande pe taa.at bhii zaruurii hai
Yaseen Barari
Ghazal
ruuh me.n bhii kyaa utre hai.n ma.anii is ke
yuu.n to saraapaa rahte ho yaa-huu ban kar