SEARCH RESULTS
Showing search results for "yake"
Ghazal MATCHES FOR "yake"
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
ham bhii aaKHir hai.n yake-az-mutavassit tabqa
maut ke baad bhii biimaar samajhiye ham ko
Fuzail Jafri
Ghazal
jab yake-baa'd-diigre saare charaaG bujh ga.e
aap hii aap jal uThaa ek diyaa bujhaa hu.aa
Haneef Akhgar
Ghazal
lapke junuu.n-shi.aar yake-ba.ad-diigre
paayaa faraaz-e-daar yake-ba.ad-diigre
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
aaKHir to ek roz karegii nazar vafaa
vo yaar-e-KHush-KHisaal sar-e-baam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kabhii ye haal ki dono.n me.n yak-dilii thii bahut
kabhii ye marhala jaise ki aashnaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki yak-jaa.n hu.e na duur rahe
hazaar ek hii qaalib me.n Dhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa kyaa na ham KHaraab hu.e hai.n magar ye dil
ai yaad-e-yaar teraa Thikaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
javaa.n hone lage jab vo to ham se kar liyaa parda
hayaa yak-laKHt aa.ii aur shabaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
ik aisaa vasf chaahiye jo sirf mujh me.n ho
aur us me.n phir mujhe yad-e-tuulaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
ai yaar-e-KHush-dayaar tujhe kyaa KHabar ki mai.n
kab se udaasiyo.n ke ghane ja.ngalo.n me.n huu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yak-laKHt giraa hai to ja.De.n tak nikal aa.ii.n
jis pe.D ko aa.ndhii me.n bhii hilte nahii.n dekhaa