SEARCH RESULTS
Showing search results for "yuu"
Ghazal MATCHES FOR "yuu"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
dii baadshahii haq ne tujhe husn-nagar kii
yuu kishvar-e-iiraa.n me.n sulaimaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jag ke adaa-shanaasaa.n hai jin kii fikr aalii
tujh qad kuu.n dekh bole yuu naaz hai saraapaa
Wali Dakni
Ghazal
alii naanvaa.n o kahiyaa yuu Gazal 'qutub'
alii naanvaa.n hai.n sab kaamaa.n ke aaKHiz
Quli Qutub Shah
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
zindagii hai jis kuu.n daa.im aalam-e-baaqii munii.n
jalva-gar kab us a.nge yuu aalam-e-faanii hu.aa