SEARCH RESULTS
Showing search results for "yuusuf"
Ghazal MATCHES FOR "yuusuf"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
misaal-e-dast-e-zuleKHaa tapaak chaahtaa hai
ye dil bhii daaman-e-yuusuf hai chaak chaahtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
de.n paaki-e-daaman kii gavaahii mire aa.nsuu
us yuusuf-e-bedard kaa e.ajaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
qaid yuusuf ko zuleKHaa ne kiyaa kuchh na kiyaa
dil-e-yuusuf ke liye shart thaa zindaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
na ab vo jalva-e-yuusuf na misr kaa baazaar
na ab vo husn ke tevar, na ab vo diivaane
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuchh aur gumaa.n dil me.n na guzre tire kaafir
dam is liye mai.n suura-e-yuusuf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dekhaa huu.n tujhe KHvaab me.n ai maaya-e-KHuubii
is KHvaab ko jaa yuusuf-e-kan.aa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
bas itnaa farq hai yuusuf me.n aur mujh me.n 'faraaz'
ki us ko Gair mujhe yaar bech dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
banaa diyaa mirii chaahat ne Gairat-e-yuusuf
tum apnii garmii-e-baazaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
hausla kis me.n hai yuusuf kii KHariidaarii kaa
ab to mah.ngaa.ii ke charche hai.n zuleKHaa.o.n me.n
Qateel Shifai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
muddat se terii chaah-e-zaqan me.n Gariiq huu.n
billaah mujh ko yuusuf-e-kan.aan kii qasam