SEARCH RESULTS
Showing search results for "za.iifa"
Ghazal MATCHES FOR "za.iifa"
Ghazal
ik za.iifa hai ghanaa dasht hai ik jho.npa.Dii hai
ek beTe hii ko bu.Dhiyaa kaa sahaaraa kar do
Asad Raza Sahar
Ghazal
imtiyaz Khan
Ghazal
bachpan me.n jis za.iifa ko dekhaa thaa chaa.nd me.n
vo ab bhii charKHa kaat rahii hai qamar me.n hai
alii maan azfar
Ghazal
kyaa sabab tuu jo biga.Dtaa hai 'zafar' se har baar
KHuu tirii huur-shamaa.il kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
junuu.n kaa hajm ziyaada tumhaaraa zarf hai kam
zaraa saa gamlaa hai is me.n shajar lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
jhuuT bolaa hai to qaa.em bhii raho us par 'zafar'
aadmii ko saahab-e-kirdaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai-kada zarf ke me.aar kaa paimaana hai
KHaalii shiisho.n kii tarah log uchhalte kyuu.n hai.n
Rahat Indori
Ghazal
kisii ko dekhtaa itnaa nahii.n haqiiqat me.n
'zafar' mai.n apnii haqiiqat kahuu.n to kis se kahuu.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jo ho sake to zaraa shah-savaar lauT ke aa.e.n
piyaad-gaa.n ko zafar-yaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
kam-zarfii-e-hayaat se tang aa gayaa thaa mai.n
achchhaa hu.aa qazaa se mulaaqaat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
zarf-e-aa.iina kahaa.n aur tiraa husn kahaa.n
ham tire chehre se aa.iina sa.nvaaraa karte
Obaidullah Aleem
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
nashsha-e-ishq kaa gar zarf diyaa thaa mujh ko
umr kaa ta.ng na paimaana banaayaa hotaa