SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaKHm-e-tamannaa"
Ghazal MATCHES FOR "zaKHm-e-tamannaa"
Ghazal
charaaG-e-zaKHm-e-tamannaa kii lau ba.Dhaa.e hu.e
fasiil-e-dil me.n hai ik aas dar banaa.e hu.e
Khurshid Rabbani
Ghazal
gumaan-e-zaKHm-e-tamannaa thaa ab talak mujh ko
nahii.n hai daaG bhii dil me.n na thii bhanak mujh ko
Khaleel Mamoon
Ghazal
Tahir Tilhari
Ghazal
hamaare zaKHm-e-tamannaa puraane ho ga.e hai.n
ki us galii me.n ga.e ab zamaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
dil ke har zaKHm-e-tamannaa kii qabaa jaltii hai
Gam kaa vo josh-e-numuu hai ki fazaa jaltii hai
Mutrib Baliyavi
Ghazal
sahn-e-maqtal me.n har ik zaKHm-e-tamannaa rakh do
aur qaatil kaa nayaa naam masiihaa rakh do
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
barsaa hai kis babuul pe abr-e-bahaar-KHez
itnaa haraa to zaKHm-e-tamannaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
is arz-e-tamannaa me.n kise chain milaa hai
dil ne magar is KHauf se hijrat nahii.n kii hai
Yashab Tamanna
Ghazal
ab kisii rahbar-e-manzil kii tamannaa bhii nahii.n
mai.n akelaa huu.n musaafir mirii manzil tanhaa
Tamanna Jamali
Ghazal
lazzat-e-zaKHm-e-tamanna se huu.n sargarm-e-safar
varna kab manzuur thii ye jaada-paimaa.ii mujhe
Ehsan Nanparwi
Ghazal
ajab hai haal-e-dil-e-zaar kis zabaa.n se kahuu.n
ilaaj-e-zaKHm-e-tamanna tirii adaa bhii nahii.n
Ehsan Nanparwi
Ghazal
ham apne zaKHm-e-tamannaa shumaar kyaa karte
tamaam umr yahii kaarobaar kyaa karte
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
aaj phir zaKHm-e-tamannaa se mahak uThtii hai
ko.ii paiGaam liye aa.ii sabaa aahista
Kailash Mahir
Ghazal
kabhii to yuu.n bhii uma.nDte sarishk-e-Gam 'majruuh'
ki mere zaKHm-e-tamannaa ke daaG dho dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
bahaar kaun sii sauGaat le ke aa.ii hai
hamaare zaKHm-e-tamannaa tuu aa ke dekh zaraa