SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaahiran"
Ghazal MATCHES FOR "zaahiran"
Ghazal
vaa nahii.n hotaa kisuu se dil girafta ishq kaa
zaahiran Gamgii.n use rahnaa KHush aayaa hai bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek jaa harf-e-vafaa likkhaa thaa so bhii miT gayaa
zaahiran kaaGaz tire KHat kaa Galat-bar-daar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
zaahiran saath vo mere thaa magar aa.nkho.n se
bad-gumaanii ke naqaabo.n ko utaaraa kab thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
baatin-e-qalb-o-jigar me.n hii basaa le mujh ko
zaahiran gar tuu mire saath nahii.n ho saktii
Mohammad Askari Arif
Ghazal
zaahiran ham dono.n us kii jaan ke dushman hu.e
vo jo rishta tere mere darmiyaa.n chiiKHaa kiyaa
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
Noman Badr
Ghazal
sar pe diivaar kaa saayaa bhii udaasii hai mujhe
zaahiran aisii udaasii kaa asar ko.ii nahii.n
Osama Khalid
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
Arjumand Bano Afshan
Ghazal
ye meraa dil to dha.Daktaa hai zaahiran lekin
kisii bhii shai kii ye dil aarzuu nahii.n kartaa
Ibrahim Noori
Ghazal
qabl-az-rusvaa.ii is ahqar se kar lete savaal
zaahiran to saKHt huu.n lekin mai.n patthar-dil nahii.n