SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaaviya"
Ghazal MATCHES FOR "zaaviya"
Ghazal
sochne kaa zaaviya mai.n ne badal Daalaa hai dost
ab pareshaanii nahii.n lagtii pareshaanii mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
jo mai.n ne soch kaa badlaa hai zaaviya 'naayaab'
har ek chiiz nazar qaa.ede se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
zaaviya kyaa hai jo kartaa hai tujhe sab se alag
kyuu.n tire baa'd kisii aur kii hasrat nahii.n kii
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
biga.D rahaa thaa mai.n duniyaa ke zaaviye se magar
ik aur zaaviya thaa jis se ban rahaa thaa mai.n
Saleem Ahmed
Ghazal
yahii sachchaa.ii hai har ek sach kii
yahii lagtaa hai bas ik zaaviya hai
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
yuu.n dhuup ne ab zaaviya badlaa hai ki 'aasim'
saaya bhii miraa mere baraabar me.n nahii.n hai
Asim Wasti
Ghazal
mirii nazar miraa apnaa mushaahida hai kahaa.n
jo musta.aar nahii.n hai vo zaaviya hai kahaa.n
Asim Wasti
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
mai.n us manzar me.n paayaa hii gayaa kab
jahaa.n bhii zaaviya niklaa KHushii kaa
Aftab Shakeel
Ghazal
ishq ko zaaviya-e-diid badalnaa hogaa
jalva-e-husn nayaa zauq-e-nazar maa.nge hai
Saghar Nizami
Ghazal
zaaviya ko.ii muqarrar nahii.n hone paataa
daa.imii ek bhii manzar nahii.n hone paataa
Mohsin Bhopali
Ghazal
'baanii' nazar kaa zaaviya badlaa hai is tarah
ab har fazaa se chiiz-e-digar chun rahaa huu.n mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
har shaKHs kii nigaah kaa thaa zaaviya judaa
aa.nkho.n se sab kii aa.nkh milaate hu.e chalii
Amrina Qaiser
Ghazal
har ruKH se tire husn kii zau phuuT rahii hai
kyaa zaaviya-e-fikr-o-nazar ham ne banaayaa