SEARCH RESULTS
Showing search results for "zachgii"
Ghazal MATCHES FOR "zachgii"
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
merii bhii hikaayat hai vahii dil-zadagii kii
par dard ke unvaan me.n mazmuun-e-judaa huu.n
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
va.ada shab kaa thaa mujhe din ko vo dekhaa to kahaa
naam-e-za.ngii ajii kaafuur hu.aa KHuub hu.aa
Nasim Maysori
Ghazal
alaamat-e-KHaak-zaadgii ho maziid raushan
bas is liye KHaak apne chehre pe mal rahaa huu.n
Nadeem Sirsivi
Ghazal
apne saa.e se tumhe.n aap hai dahshat-zadagii
tum ho kis maslahat-e-vaqt ke maare logo
Adeeb Sohail
Ghazal
miraa Guruur hai ye KHaak-zaadgii merii
mai.n phir farishto tumhe.n baat ye bataa rahaa huu.n
Nadeem Sirsivi
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
aasaar nazar aate hai.n vahshat-zadagii ke
kahne ko ye aabaadii ba-tadriij ghanii hai