SEARCH RESULTS
Showing search results for "zajr"
Ghazal MATCHES FOR "zajr"
Ghazal
'Gaalib'-e-KHasta ke baGair kaun se kaam band hai.n
ro.iye zaar zaar kyaa kiijiye haa.e haa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n KHudaa kaa naam le kar pii rahaa huu.n dosto
zahr bhii is me.n agar hogaa davaa ho jaa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kam nahii.n tama-e-ibaadat bhii to hirs-e-zar se
faqr to vo hai ki jo diin na duniyaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n KHud ye chaahtaa huu.n ki haalaat ho.n KHaraab
mere KHilaaf zahr ugaltaa phire ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
vo vaqt na aa.e ki dil-e-zaar bhii soche
is shahr me.n tanhaa ko.ii ham saa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
un ke bhii qatl kaa ilzaam hamaare sar hai
jo hame.n zahr pilaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Gam-e-ishq me.n mazaa thaa jo use samajh ke khaate
ye vo zahr hai ki aaKHir mai-e-KHush-gavaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
tere bin raat ke haatho.n pe ye taaro.n ke ayaaG
KHuub-suurat hai.n magar zahr ke pyaalo.n kii tarah