SEARCH RESULTS
Showing search results for "zakhmiyaan"
Ghazal MATCHES FOR "zakhmiyaan"
Ghazal
uTho ai zaKHmiyaan-e-kuucha-e-yaar
abas kyuu.n KHuu.n me.n maaTii saante ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
unhe.n manzuur apne zaKHmiyo.n kaa dekh aanaa thaa
uThe the sair-e-gul ko dekhnaa shoKHii bahaane kii
Mirza Ghalib
Ghazal
gul dikhaate hai.n hame.n kyaa zaKHm-e-tan
dil pe khaanaa ko.ii charkaa kaam hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
galiyaa.n bharii pa.Dii hai.n ai baad zaKHmiyo.n se
mat khol pech zaalim us zulf-e-mushk-buu kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
raat aatii hai to rakh detii hai phaahaa dil par
varna is dasht kaa har pe.D hai zaKHmaayaa hu.aa
Aamir Suhail
Ghazal
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
dariyaa kii mauj hii me.n nahii.n iztiraab hai
sa.ng-e-ravaa.n ke dil me.n bhii ik zaKHm-e-aab hai
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
barso.n se ro rahaa huu.n shab-o-roz muttasil
ha.nste hai.n muddato.n se mire zaKHm-e-tan hanuuz
Haidar Ali Aatish
Ghazal
unhe.n bhii KHaalii gilaaso.n kaa TuuTnaa hai pasand
zaruur vo bhii ko.ii zaKHm-e-yaas rakhte hai.n
Hosh Jaunpuri
Ghazal
har lab-e-zaKHm-e-tan se mai.n dam-e-qatl
kahtaa qaatil ko marhabaa huu.n mai.n
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
ham zaKHmiyo.n ko chaa.ndnii kii taab nahii.n hai
sahte hai.n ka.Dii dhuup nihaayat hai.n ka.De phuul
Imdad Ali Bahr
Ghazal
rafuugaraa.n mire zaKHm-e-anaa se aajiz hai.n
ki mere KHuun kii tezii rafuu samajhtaa hai
Shehpar Rasool
Ghazal
husn-e-maliih kaa na kiyaa zaKHmiyo.n ne shukr
ai kirdgaar nikle namak phuuT phuuT ke
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
ai kam-shanaas vaqt tujhe yaad tak nahii.n
vo zaKHm-e-jaan-o-dil ke talabgaar kyaa hu.e