SEARCH RESULTS
Showing search results for "zamaanat"
Ghazal MATCHES FOR "zamaanat"
Ghazal
aisii daf.a na lagaa jis me.n zamaanat mil jaa.e
mere kirdaar ko chun apne nishaane ke liye
Shakeel Jamali
Ghazal
ye zaruurii hai na.e kal kii zamaanat dii jaa.e
varna sa.Dko.n pe nikal aa.e.nge saare bachche
Bedil Haidari
Ghazal
'ishq vo jurm hai is jurm ko karne vaalo
is ke mujrim ko zamaanat bhii nahii.n miltii hai
Aalam Nizami
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
tire huquuq kii ko.ii nahii.n zamaanat ab
Gariib-e-shahr tiraa KHair-KHvaah qaid me.n hai
Komal Joya
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mai.n tire saath rahuu.ngaa ye zamaanat merii
tuu mohabbat ke charaaGo.n ko jalaa.e rakhnaa
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
Aqib Sabir
Ghazal
tum ko raas aa.e na aa.e mirii bastii kii fazaa
yaa.n kisii jaa.n kii zamaanat nahii.n dii jaa saktii
Khalida Uzma
Ghazal
KHvaab dekho hai taraqqii kii zamaanat be-shak
sab ko ta.abiir magar miltii hai kaahil ke sivaa
Ejaz Parwana
Ghazal
kyaa KHataa mujh se hu.ii hai ki zamaana yaaro
mere purkho.n kii amaanat nahii.n detaa mujh ko
Muhib Kausar
Ghazal
Rehan Mirza
Ghazal
tere va.ado.n kii zamaanat nahii.n detaa ko.ii
thal ke sahraa ko to shaadaab nahii.n kah sakte
Haseebul Hasan
Ghazal
kyaa kahe.n ab to nikalnaa bhii bahut mushkil hai
apne kaa.ndhe pe KHud apnii hii zamaanat le kar
Zafar Imam
Ghazal
ye faasle jo tire qurb kii zamaanat hai.n
simaT ga.e to bataa.uu.ngaa zindagii kyaa hai