SEARCH RESULTS
Showing search results for "zan-muriidii"
Ghazal MATCHES FOR "zan-muriidii"
Ghazal
talab duniyaa ko kar ke zan-muriidii ho nahii.n saktii
KHayaal-e-aabruu-e-himmat-e-mardaana aataa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dekhe na piir-zaal jahaa.n ko uThaa ke aa.nkh
mardo.n me.n aabruu nahii.n kuchh zan-muriid kii
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
mirii nigaah me.n thii tang vus.at-e-kaunain
ab apnii zaat me.n lekin simaT gayaa huu.n mai.n
Iqbal Majeedi
Ghazal
aa tere maal o zar ko mai.n taqdiis baKHsh duu.n
laa apnaa maal o zar mirii Thokar me.n Daal de
Kaif Bhopali
Ghazal
qadam qadam pe tiraa Gam hai KHema-zan mirii jaa.n
humak bhare bhii to aaKHir bataa kahaa.n bhare dil
Ayub Khawar
Ghazal
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
terii jafaa to morid-e-ilzaam thii na hai
merii vafaa bhii koshish-e-takmiil-e-zaat thii
Himayat Ali Shayar
Ghazal
zan-e-duniyaa muriid kis kii nahii.n
ham bhii is qahba ke the piiro.n me.n
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
ye kis KHamiir me.n mudGam kiyaa gayaa hai mujhe
ba.De kamaal se mub.ham kiyaa gayaa hai mujhe
Rasheed Sandeelvi
Ghazal
Hashim Azimabadi
Ghazal
jab kabhii baat kisii kii bhii burii lagtii hai
aisaa lagtaa hai ki siine me.n chhurii lagtii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
vo jo bhii baKHshe.n vo in.aam le liyaa jaa.e
malaal hii dil-e-naakaam le liyaa jaa.e
Ramz Afaqi
Ghazal
muriid piiT ke kyuu.n na.ara-zan na ho.n un kaa
buraa hai haal ki laagaa hai zaKHm piiro.n kaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
in parii-zaad javaano.n ne kiyaa piir mujhe
kar diyaa zo.af se juu.n saaya zamii.n-giir mujhe