SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarf-e-hausla-e-ahl-e-bazm"
Ghazal MATCHES FOR "zarf-e-hausla-e-ahl-e-bazm"
Ghazal
mai tund o zarf-e-hausla-e-ahl-e-bazm ta.ng
saaqii se jaam bhar ke pilaayaa na jaa.egaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
shal hu.e dast-e-talab bhuul ga.e harf-e-savaal
aaj ham hausla-e-ahl-e-karam dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
haa.n kyaa hu.aa vo hausla-e-diid-e-ahl-e-dil
dekho naa vo naqaab uThaa.e hu.e to hai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
baiThe hu.e hai.n sahm ke bazm-e-jahaa.n me.n ham
kartuut-e-ahl-e-bazm-e-jahaa.n se Dare hu.e
Ismail Raaz
Ghazal
mai.n kyaa kiyaa ki mujh ko nikaale hai vo sanam
ai ahl-e-bazm ko.ii to bolo KHudaa lagii
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
kyuu.n sham' bujh ke rah ga.ii kaisii havaa lagii
ai ahl-e-bazm ko.ii to bolo KHudaa-lagii
Khalil Ur Rahman Azmi
Ghazal
be-razm din guzaar liyaa ratjagaa manaa.o
ai ahl-e-bazm jaag uTho raat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
jaa bazm-e-ahl-e-haal me.n diivaangii liye
aur bazm-e-ahl-e-qaal me.n farzaana ban ke aa
Waliul Haq
Ghazal
kaun thaa jo dast-e-qaatil ke liye tayyaar thaa
ek mai.n hii bazm-e-ahl-e-KHvaab me.n bedaar thaa
Aabid Jafri
Ghazal
jaate jaate bazm-e-ahl-e-Gam pe ho ye bhii karam
aap is andaaz se uThe.n ki ye barham na ho
Naseer Koti
Ghazal
kyaa jaane ahl-e-bazm ne kyaa kyaa samajh liyaa
iKHfaa-e-aarzuu thii vo chup guftuguu na thii
Zia Jalandhari
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
ye ahl-e-bazm mujhe dekhte hai.n hairat se
mai.n jis ko dekh rahaa huu.n vo dekhtaa hii nahii.n
Danish Aligarhi
Ghazal
dekhaa jab ahl-e-bazm ne mujh kaj-kulaah ko
nazre.n badal ga.ii.n kabhii tevar badal ga.e
Azmat Bhopali
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
ye ahl-e-bazm kis liye KHaamosh ho ga.e
tauba mirii zabaan se ye kyaa nikal gayaa