SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarf-e-mai"
Ghazal MATCHES FOR "zarf-e-mai"
Ghazal
zarf-e-mai-kash pe nazar chaahiye saaqii tujh ko
ek do jaam Ganiimat sahii kaafii to nahii.n
Mukhtar Hashmi
Ghazal
hame.n pasand nahii.n zarf-e-mai me.n qatra-e-mai
hamaare saamne KHaalii KHum-o-subuu kiye jaa.e.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
zarf-e-mai TuuT ke bhii hone na paa.e bekaar
ho shikasta ko.ii shiisha to vo paimaana bane
Barq Dehlvi
Ghazal
Raz Chandpuri
Ghazal
ab apnaa zarf-e-mai-kashii dikhlaane ke liye
saaqii ke haatho.n KHuub piye jaa rahaa huu.n aaj
Ahmad Armani
Ghazal
Mani Nagpuri
Ghazal
hai kaun saa jahaa.n me.n vo aadaab-e-mai-kashii
jis se miraa shu.uur-e-Gazal aashnaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
zarf-e-be-mai se pilaa.ii to haram me.n phailii
phailtii jald hai kuchh ahl-e-karaamaat kii baat
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
ye baat alag saaqii navaaze na navaaze
ham mai-kada-e-ishq ke mai-KHvaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa