SEARCH RESULTS
Showing search results for "zeb-e-paa"
Ghazal MATCHES FOR "zeb-e-paa"
Ghazal
ta.abiir jis kii zeb-e-nashaat-e-davaam ho
aisaa to ko.ii KHvaab-e-pareshaa.n nahii.n hu.aa
Zeb Bareilwi
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
is ko sehl-e-mumtana.a me.n baat aa.egii samajh
'zeb' aise sher to tafsiir ho sakte nahii.n
Aurang zeb
Ghazal
jab khulaa un pe ki naqsha mire sanduuq me.n hai
aur kuchh saa.np KHazaane kii taraf lauT aa.e
Aurang zeb
Ghazal
parkaar chal rahii hai kahii.n gahrii nii.nd me.n
ai 'zeb' meraa haashiya-bii.n mahv-e-KHvaab hai
Aurang zeb
Ghazal
ho sakegii kis tarah sarf-e-qalam ruudaad-e-dil
ab bhii zer-e-Gaur surKHii Gam ke afsaane kii hai
Zeb Bareilwi
Ghazal
'zeb' kyaa hai ye nizaam-e-Gam-e-dauraa.n tauba
inqilaab-e-Gam-e-dauraa.n nahii.n dekhaa jaataa
Zeb Bareilwi
Ghazal
rah-e-hayaat me.n manzil kaa aasraa kaisaa
qadam qadam pe Gubaaro.n ne saath chho.D diyaa
Zeb Bareilwi
Ghazal
itnii ai dost pilaa hosh na aane paa.e
aalam-e-hosh me.n armaan badal jaate hai.n
Zeb Bareilwi
Ghazal
mere ilhaam-e-suKHan me.n faiz hai siimaab kaa
'zeb' bazm-e-sher me.n mumtaaz honaa chaahiye
Zeb Bareilwi
Ghazal
Zeb Bareilwi
Ghazal
Zeb Bareilwi
Ghazal
Zeb Bareilwi
Ghazal
Zeb Bareilwi
Ghazal
Zeb Bareilwi
Ghazal
mai.n naqsh-e-paa sahii mirii apnii sa.Dak to hai
markaz se chaahe duur huu.n mujh me.n chamak to hai
Tauheed Zeb
Ghazal
suurate.n hai.n ye do ehsaas-e-daruu.n kii ai 'zeb'
hashr me.n jin ko sazaa aur jazaa kahte hai.n