SEARCH RESULTS
Showing search results for "zer-e-aab"
Ghazal MATCHES FOR "zer-e-aab"
Ghazal
kis kis ko zer-e-aab havaa kii talaash hai
kahtaa hai har habaab havaa kii talaash hai
Daniyal Zaman
Ghazal
misaal-e-gauhar-e-naayaab zer-e-aab rahaa
ye aarzuu thii samundar uchhaaltaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ret hii dono.n jagah thii zer-e-mehr-o-zer-e-aab
misra-e-uulaa se kab thaa misra-e-saanii alag
Tafzeel Ahmad
Ghazal
is tamaashe me.n ulaT jaatii hai.n aksar kashtiyaa.n
Duubne vaalo.n ko zer-e-aab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
jo zer-e-aab-e-mauj-e-ravaa.n hai KHuruuj-e-aab
aa jaa.e ek roz agar sat.h-e-aab tak
Azhar Naqvi
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
sar chhupaane ko sahaaraa Dhuu.nDiye
bastiyaa.n aane ko phir hai.n zer-e-aab
Nafees Ahmad Sahar
Ghazal
sarfarosh lahro.n kii sarfaroshiyaa.n kab tak
sarfarosh lahro.n ko zer-e-aab karnaa hai
Wajid Qureshi
Ghazal
nazar kii pyaas to nazro.n se puuchho
hai.n zer-e-aab phir bhii tishnagii hai
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
tumhaare KHvaab salaamat hai.n uj.Dii aa.nkho.n me.n
jo zer-e-aab mire aa.ine me.n rakkhe hai.n
Zubair Qaisar
Ghazal
rahii hamesha gahraa.ii par mirii nazar
bhed samundar ke sab zer-e-aab khule
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
mirii manzile.n zer-e-aab aa chukii hai.n
le ab noch le aasmaa.n ye khule par
Mohammad Asadullah
Ghazal
to baarisho.n se shikaayat sii hone lagtii hai
gulaab saa jo ko.ii zer-e-aab aataa hai
Nadir Siddiqui
Ghazal
KHamosh saahil machaltii mauje.n udaas manzar
ik aadmii zer-e-aab utraa to mai.n ne dekhaa
Shad Jeelani
Ghazal
haijaan raakh ho ke kahii.n muntashir hu.aa
aur tan-gaziida ruuh kahii.n zer-e-aab thii