SEARCH RESULTS
Showing search results for "ziya-mazkoor"
Ghazal MATCHES FOR "ziya-mazkoor"
Ghazal
phone to duur vahaa.n KHat bhii nahii.n pahu.nche.nge
ab ke ye log tumhe.n aisii jagah bheje.nge
Ziya Mazkoor
Ghazal
isii nadaamat se us ke ka.ndhe jhuke hu.e hai.n
ki ham chha.Dii kaa sahaaraa le kar kha.De hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
ham to farefta the 'ziyaa' dil kii aa.nch par
manzuur mahz dilkashii-e-ra.ng-o-buu na thii
Zia Jalandhari
Ghazal
Zia Asadi Sironji
Ghazal
'manzuur' harf harf qalam kaa hisaab de
lekin fuzuul daftar-e-suud-o-ziyaa.n na khol
Hakeem Manzoor
Ghazal
ziyaa.n thaa naaz mata-e-hunar pe ai 'manzuur'
ye chiiz chashm-e-zamaana me.n arjumand na thii
Manzoor Ahmad Manzoor
Ghazal
Ahmad Ziya
Ghazal
Urooj Qadri
Ghazal
raaste tiira sahii siine to be-nuur nahii.n
aa.nkh jo dekh rahii hai hame.n manzuur nahii.n
Zia Jalandhari
Ghazal
paabandii-e-raahat mujhe manzuur nahii.n hai
mai.n KHush huu.n ki fitrat mirii majbuur nahii.n hai
Nabiul Hasan Shamim
Ghazal
zindagii bhar tishna-lab rahnaa hame.n manzuur thaa
varna mai-KHaana hamaare ghar se kitnii duur thaa
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
vo bahut KHush hai KHitaabaat-o-muraa.aat ke saath
KHuub badlaa vo badalte hu.e haalaat ke saath
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
aa.o taqdiir ko tadbiir banaa kar dekhe.n
in a.ndhero.n ko ujaalo.n se milaa kar dekhe.n