SEARCH RESULTS
Showing search results for "ziyaa"
Ghazal MATCHES FOR "ziyaa"
Ghazal
kaise bhar aa.ii.n sar-e-shaam kisii kii aa.nkhe.n
kaise tharraa.ii charaaGo.n kii ziyaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ziyaa-e-bazm-e-jahaa.n baar baar maa.nd hu.ii
hadiis-e-shola-ruKHaa.n baar baar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
phone to duur vahaa.n KHat bhii nahii.n pahu.nche.nge
ab ke ye log tumhe.n aisii jagah bheje.nge
Ziya Mazkoor
Ghazal
isii nadaamat se us ke ka.ndhe jhuke hu.e hai.n
ki ham chha.Dii kaa sahaaraa le kar kha.De hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
duniyaa ko KHabar kyaa hai mire zauq-e-nazar kii
tum mere liye rang ho, KHushbuu ho, ziyaa ho
Hari Chand Akhtar
Ghazal
aazmaa.ish kii gha.Dii se guzar aa.e to 'ziyaa'
jashn-e-Gam jaarii hu.aa aa.nkho.n me.n aa.nsuu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
jo tiirgii me.n huvaidaa ho qalb-e-insaa.n se
ziyaa-navaaz vo sho.ala hai tiirgii ke liye
Zehra Nigaah
Ghazal
umr saarii to a.ndhere me.n nahii.n kaT saktii
ham agar dil na jalaa.e.n to ziyaa kaise ho
Shahzad Ahmad
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
le de ke ab yahii hai nishaan-e-ziyaa 'qatiil'
jab dil jale to is ko diyaa kah liyaa karo