SEARCH RESULTS
Showing search results for "ziyaa"
Nazm MATCHES FOR "ziyaa"
Nazm
dosti ka hath
charaaG jin se ziyaa amn-o-aashtii kii mile
charaaG jin se diye be-shumaar raushan huu.n
Ahmad Faraz
Nazm
madam
ham ne har daur me.n tazliil sahii hai lekin
ham ne har daur ke chehre ko ziyaa baKHshii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
taj-mahal
zehn-e-shaa.er se ye kartaa hu.aa chashmak paiham
ek malika kaa ziyaa-posh o fazaa-taab mazaar
Kaifi Azmi
Nazm
KHak-e-hind
har sub.h hai ye KHidmat KHurshiid-e-pur-ziyaa kii
kirno.n se guu.ndhtaa hai choTii himaaliyaa kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
pyar ka jashn
mere ghar me.n tire mukh.De kii ziyaa kyaa kahnaa
aaj har ghar kaa diyaa mujh ko jalaanaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
mayurka
shu.aa-e-mahr kii ziyaa se the jigar jigar badan
qamar-jamaal jin ke aks-e-raushnii ke baab the
Ahmad Faraz
Nazm
tah-e-nujum
ziyaa-e-mah me.n damaktaa hai ra.ng-e-pairaahan
adaa-e-ijz se aa.nchal u.Daa rahii hai nasiim
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nala-e-firaq
aa gayaa aaj is sadaaqat kaa mire dil ko yaqii.n
zulmat-e-shab se ziyaa-e-roz-e-furqat kam nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
man ka hona
ghuTno.n kii pii.Daa me.n jaag ke sone vaalii maa.n
insulin kii golii se KHush hone vaalii maa.n
Zia Zameer
Nazm
ustad hamare
ustaad ye qaumo.n ke hai.n me.amaar hamaare
in hii se hai.n afraad ziyaa-baar hamaare
Mohammad Asadullah
Nazm
aaftab
a aaftaab ham ko ziyaa-e-shu.uur de
chashm-e-KHirad ko apnii tajallii se nuur de
Allama Iqbal
Nazm
shama
ka.abe me.n but-kade me.n hai yaksaa.n tirii ziyaa
mai.n imtiyaaz-e-dair-o-haram me.n pha.nsaa hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
reg-e-diroz
duur se tez palaT jaa.e.n ziyaa ke aahuu
ek bas ek sadaa guu.njtii ho