SEARCH RESULTS
Showing search results for "zuhal-e-nahis"
Ghazal MATCHES FOR "zuhal-e-nahis"
Ghazal
ye do hai.n shams o qamar aur saath un ke yaar
ataarad o zuhal o zohra mushtarii bahraam
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
daaG daaman pe nahii.n naqsh-e-vafaa rakhte hai.n
ham muhibbaan-e-vatan ujlii qabaa rakhte hai.n
Nafees Taqi
Ghazal
sa.nvarne ke liye betaab hai dil chashm-e-nam me.n
ye aa.iina dikhaanaa ab zaruurii to nahii.n hai
Kamran Nafees
Ghazal
ye jaante hai.n ki mumkin nahii.n tuu lauT aa.e
shi.aar-e-dil hai tirii yaad se bahal jaanaa
Naheed Kausar
Ghazal
Kamran Nafees
Ghazal
Nafees Bano
Ghazal
ik zaKHm ke andar bhii to hotaa hai kahii.n zaKHm
bhartaa jo nahii.n kaar-e-jaraahat se guzar kar
Kamran Nafees
Ghazal
'ishq ik 'umr saliiqe se chhupaayaa thaa 'nafiis'
yaa'nii ik 'umr talak kaar-e-tasavvuf kiyaa thaa
Kamran Nafees
Ghazal
dil ab bhii shanaasaa-e-haqiiqat nahii.n shaayad
ik baar vo zamzam ke subuu phir se pilaa de
Naheed Kausar
Ghazal
iktifaa naan-e-javii.n par ab kiyaa jaataa nahii.n
lazzat-e-kaam-o-dahan hai mann-o-salvaa-aashnaa
Nafees Bano
Ghazal
har ik nafas hai muhaajir ki aarzii hai qiyaam
so shahriyat nahii.n detii hai ik riyaasat-e-ishq
Kamran Nafees
Ghazal
us ke kuuche se nikal kar aa ga.e to phir 'nafiis'
har dayaar-e-naaz me.n KHuun-e-tamannaa dekhnaa