SEARCH RESULTS
Showing search results for "zuhuur"
Ghazal MATCHES FOR "zuhuur"
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
har rang me.n jalaa 'asad'-e-fitna-intizaar
parvaana-e-tajallii-e-sham-e-zuhuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
zindagii kyaa hai anaasir me.n zuhuur-e-tartiib
maut kyaa hai inhii.n ajzaa kaa pareshaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
thaa musta.aar husn se us ke jo nuur thaa
KHurshiid me.n bhii us hii kaa zarra zuhuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye intizaar hame.n dekh kar banaayaa gayaa
zuhuur-e-hijr se pahle kii baat hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
taariik misl-e-aah jo aa.nkho.n kaa nuur thaa
kyaa sub.h hii se shaam-e-balaa kaa zuhuur thaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye dil kii aag hai yaa dil ke nuur kaa hai zuhuur
nafas nafas me.n mire raushnii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
manzuur thii ye shakl tajallii ko nuur kii
qismat khulii tire qad-o-ruKH se zuhuur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
kyuu.n aa ga.e hai.n bazm-e-zuhuur-o-numuud me.n
aazaad mard ho ke rahe ham quyuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
lagtaa hai jaise ko.ii valii hai zuhuur me.n
ab shaam ko kahii.n ko.ii mai-KHvaar dekhnaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
ye aalam-e-zuhuur hai hijrat-zada 'saliim'
ham bhii dukhii hai.n sirf pareshaan tum nahii.n
Saleem Kausar
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
vahdat se taa-ba-kasrat sab se zuhuur apnaa
gar ek hai.n to ham hai.n haftaad hai.n to ham hai.n
Shah Aasim
Ghazal
har sang me.n sharaar hai tere zuhuur kaa
muusaa nahii.n ki sair karuu.n koh-e-tuur kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
zuhuur-e-jalva ko hai ek zindagii darkaar
ko.ii ajal kii tarah der-aashnaa na milaa