SEARCH RESULTS
Showing search results for "zulfo.n"
Ghazal MATCHES FOR "zulfo.n"
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
is shahr ke baadal tirii zulfo.n kii tarah hai.n
ye aag lagaate hai.n bujhaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
phir yaad bahut aa.egii zulfo.n kii ghanii shaam
jab dhuup me.n saaya ko.ii sar par na milegaa
Bashir Badr
Ghazal
bahut mushkil hai duniyaa kaa sa.nvarnaa
tirii zulfo.n kaa pech-o-KHam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
zamaana dard ke sahraa tak aaj le aayaa
guzaar kar tirii zulfo.n ke saa.e saa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
zulfo.n kii to fitrat hii hai lekin mire pyaare
zulfo.n se ziyaada tumhii.n bal khaa.e chalo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
baarhaa KHvaab me.n paa kar mujhe pyaasaa 'mohsin'
us kii zulfo.n ne kiyaa raqs ghaTaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
kyaa kyaa ulajhtaa hai tirii zulfo.n ke taar se
baKHiya-talab hai siina-e-sad-chaak shaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zindagii me.n hai vo uljhan ki pareshaa.n ho kar
zulf kii tarah bikhar jaane ko jii chaahe hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
ham nikaale.nge sun ai mauj-e-havaa bal teraa
us kii zulfo.n ke agar baal pareshaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
aa.ina saamne rakhoge to yaad aa.uu.ngaa
apnii zulfo.n ko sa.nvaaroge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
jab yaar ne uThaa kar zulfo.n ke baal baa.ndhe
tab mai.n ne apne dil me.n laakho.n KHayaal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
saudaa tirii zulfo.n kaa gayaa saath hamaare
mar kar bhii na chhuuTe vo giraftaar hamii.n the