SEARCH RESULTS
Showing search results for "'bachchan'"
Nazm MATCHES FOR "'bachchan'"
Nazm
bachche ki dua
lab pe aatii hai du.aa ban ke tamannaa merii
zindagii sham.a kii suurat ho KHudaayaa merii!
Allama Iqbal
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
kyaa vo bhii ganda bachcha hai
yaa us ke abbuu bhaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
chishtii ne jis zamii.n me.n paiGaam-e-haq sunaayaa
naanak ne jis chaman me.n vahdat kaa giit gaayaa
Allama Iqbal
Nazm
suna hai
to mainaa apne bachche chho.D kar
kavve ke anDo.n ko paro.n se thaam letii hai
Zehra Nigaah
Nazm
pas raho
aur bachcho.n ke bilakne kii tarah qulqul-e-mai
bahr-e-naa-suudgii machle to manaa.e na mane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
ki jab javaan ho.n bachche to qatl ho jaa.e.n
bahut dino.n se ye hai KHabt hukmaraano.n kaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
magar mujh ko lauTaa do vo bachpan kaa saavan
vo kaaGaz kii kashtii vo baarish kaa paanii
Sudarshan Faakir
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye maal-road pe caro.n kii rel-pel kaa shor
ye pTriyo.n pe Gariibo.n ke zard-ruu bachche
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
ye bachcho.n ke tannuur kyuu.nkar bhare.nge
hasan ai mohabbat ke maare
Noon Meem Rashid
Nazm
main tumhein yaad kar raha tha
mai.n tumhe.n yaad kar rahaa thaa
jab maidaan se ek bachche kaa janaaza guzar rahaa thaa
Sarvat Husain
Nazm
samundar ka bulawa
mire pyaare bachche mujhe tum se kitnii mohabbat hai dekho agar
yuu.n kiyaa to
Meeraji
Nazm
baiTha hai mere samne wo
jaise mele me.n ko.ii bachcha
apnii maa.n se bichha.D gayaa hai