SEARCH RESULTS
Showing search results for "اولی"
Nazm MATCHES FOR "اولی"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
holi
kahii.n pa.De na mohabbat kii maar holii me.n
adaa se prem karo dil se pyaar holii me.n
Nazeer Banarasi
Nazm
bachpan
vo KHvaabo.n KHayaalo.n me.n pariyo.n kii baate.n
vo holii ke din vo divaalii kii raate.n
Nitin Nayab
Nazm
hello best friend
bad-tar-az-hijr miirii bazm-e-tarab hotii thii
ek bechainii sii har shaam ajab hotii thii
Balmohan panday
Nazm
holi
bajte hai.n kahii.n taal kahii.n za.ng zamii.n par
holii ne machaayaa hai ajab rang zamii.n par
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
ham se nazar milaa.iye holii kaa roz hai
tiir-e-nazar chalaa.iye holii kaa roz hai
Julius Naheef Dehlvi
Nazm
basant aur holi ki bahaar
aavaaz hai papiiho.n kii mastii bharii hu.ii
tuutii ke bol sun ke tabii.at harii hu.ii
Ufuq Lakhnavi
Nazm
bagiya lahuluhan
KHuun se holii khel rahe hai.n dhartii ke balvaan
bagiyaa lahuuluhaan
Habib Jalib
Nazm
holi
ham chaahne vaale hai.n tire jaan idhar dekh
holii hai sanam hans ke tuu ik aan idhar dekh
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
miyaa.n tuu ham se na rakh kuchh Gubaar holii me.n
ki ruuThe milte hai.n aapas me.n yaar holii me.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
judaa na ham se ho ai KHush-jamaal holii me.n
ki yaar phirte hai.n yaaro.n ke taal holii me.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
hu.aa jo aa ke nishaa.n aashkaar holii kaa
bajaa rabaab se mil kar sitaar holii kaa