SEARCH RESULTS
Showing search results for "تکا"
Nazm MATCHES FOR "تکا"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raat sunsan hai
apne majbuur aziizo.n ko takaa kartii hai.n
ye kitaabe.n bhii miraa saath nahii.n detii.n aaj
Mustafa Zaidi
Nazm
masjid
ek viiraan sii masjid kaa shikasta saa kalas
paas bahtii hu.ii naddii ko takaa kartaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
tanhai mein
mere shaano.n pe tiraa sar thaa nigaahe.n namnaak
ab to ik yaad sii baaqii hai so vo bhii kyaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
raushni ke minar
un jaziiro.n ko takaa kartaa huu.n
jin ke jalte hu.e, bujhte hu.e miinaara-e-nuur
Muneebur Rahman
Nazm
guftugu
mai.n ne kahaa ki dhuup me.n garmii me.n kyaa kare.n
bole ki ghar me.n biivii kii suurat takaa kare.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
baz-did
har guzarte hu.e lamhe ko takaa kartii hai.n
KHud-farebii se ham-aaGosh rahaa kartii hai.n
Muneebur Rahman
Nazm
akka bakka tin taDakka
akkaa bakkaa tiin ta.Dakkaa
akkaa bakkaa tiin ta.Dakkaa
Mohammad Asadullah
Nazm
blood cancer
so merii nabzo.n ke hinhinaane se zard kii.Do.n me.n KHauf qaa.em thaa
par achaanak
Razi Haider Gilani
Nazm
shikwa
tujh ko ma.aluum hai letaa thaa ko.ii naam tiraa
quvvat-e-baazu-e-muslim ne kiyaa kaam tiraa
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
aa.ii aavaaz Gam-a.ngez hai afsaana tiraa
ashk-e-betaab se labrez hai paimaana tiraa
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
tire jamaal kii ra.anaa.iyo.n me.n kho rahtaa
tiraa gudaaz-badan terii niim-baaz aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahle
mujh se pahle tujhe jis shaKHs ne chaahaa us ne
shaayad ab bhii tiraa Gam dil se lagaa rakkhaa ho
Ahmad Faraz
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
KHaak-bar-sar chalo KHuu.n-ba-daamaa.n chalo
raah taktaa hai sab shahr-e-jaanaa.n chalo