SEARCH RESULTS
Showing search results for "خود_غرض"
Nazm MATCHES FOR "خود_غرض"
Nazm
KHud-gharaz dost
KHud-Garaz kii dostii achchhii nahii.n
vo pha.nsaa degaa tumhe.n hazrat kahii.n
Faizi Fatehabadi
Nazm
chalo phir ek naya mazhab banaen
ek duusre ko niichaa dikhaane kii
kuchh aur KHud-Garaz kuud pa.De.nge
Kamal Upadhyay
Nazm
junun-zat
apnii KHvaahish-zada ‘aadaat pe taale Daale
apnii KHud-Garz tamannaa.o.n ko piichhe chho.Daa
Arslan Abbas
Nazm
zahr ka dariya
apne KHud-Garaz iraado.n kii baaT baT kar ke
kaa.enaat ik na.ii shuruu.a kii jaa.e
Qaleel Jhansvi
Nazm
zahr ka dariya
apne KHud-Garaz iraado.n kii baaT baT kar ke
kaa.enaat ik na.ii shuruu.a kii jaa.e
Qaleel Jhansvi
Nazm
kash
KHud-Garaz shaKHs ke har ek iraade kii tarah
merii chaahat ke qadam jaane kahaa.n jaa pahu.nche
Vinod Kumar Tripathi Bashar
Nazm
hindostani leader
laalchii kitne KHushaamad-KHor daulat ke Gulaam
KHud-Garaz makkaar ibn-ul-vaqt jhuuTo.n ke imaam
Shatir Hakeemi
Nazm
tazabzub
KHud-Garaz ho ke tujhe qaid me.n rakkhuu.n aise
zii-nafas ko.ii na ho chaar-chfere tere
Mohammad Owais Malik
Nazm
hawwa ki beTi
ghaat me.n terii rahaa ye KHud-Garaz sarmaaya-daar
kheltaa hai jo baraabar nau-e-insaa.n kaa shikaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
phul barsao shahidan-e-watan ki KHak par
dekh lenaa KHuun-e-naahaq rang ik din laa.egaa
KHud-Garaz zaalim kiye par apne KHud pachhtaa.egaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
aatish-e-KHamosh
hai.n jitne aqaarib vo aqaarib se hai.n bad-tar
ahbaab hai.n vo KHud-Garaz-o-zuud-faraamosh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
daraKHton ne insanon ko
insaano.n ne daraKHto.n se be-Garzii na siikhii
saa.np se KHud-Garzii siikh lii
Javed Nadeem
Nazm
saza
har baar mere saamne aatii rahii ho tum
har baar tum se mil ke bichha.Dtaa rahaa huu.n mai.n