SEARCH RESULTS
Showing search results for "خوش_آمد"
Nazm MATCHES FOR "خوش_آمد"
Nazm
jazba-e-ushshaq kaam aane ko hai
jazba-e-ushshaaq kaam aane ko hai
phir laziiz-o-shiirii.n jaam aane ko hai
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
sal-e-nau
har samt kyo.n jahaa.n me.n phailii hu.ii KHushii hai
har shai pe aaj bachcho kaisii ye taazgii hai
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
iqbaal
aayaa hamaare des me.n ik KHush-navaa faqiir
aayaa aur apnii dhun me.n Gazal-KHvaa.n guzar gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bazyaft
kisii kaabuus kaa goyaa gaziida
shikasta KHvaab-e-be-ta.abiir ko aa.nkho.n se dho kar
Rizwanullah
Nazm
bazyaft
kisii kaabuus kaa goyaa gaziida
shikasta KHvaab-e-be-ta.abiir ko aa.nkho.n se dho kar
Rizwanullah
Nazm
KHushamad
ba.De aaqil ba.De daanaa ne nikaalaa hai ye daam
KHuub dekhaa to KHushaamad hii kii aamad hai tamaam
Nazeer Akbarabadi
Nazm
shairi ka janaza
ek shab to tab’-e-mauzuu.n ne u.Daa dii nii.nd bhii
aur dimaaG o qalb kii rag rag pha.Dakne lag ga.ii
Barq Aashiyanvi
Nazm
aaya aam ka mausam aaya
KHud vo kitnaa miiThaa hogaa
jis ne shiirii.n aam banaayaa
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
mera jazba-e-shauq kaam aa raha hai
miraa jazba-e-shauq kaam aa rahaa hai
ki baazaar me.n dekhuu.n aam aa rahaa hai